Dear Friends!
Aj may ap ko bataon ga kay kisi bhi block site ko hum unblock kaisay kar skatay hain
For example
Jaisa kay ap jantay hain Pakistan may youtube block hay aur ap ko youtube open karni hay. To youtube kaisay open ki jay? is kay liay ap ko aik plugin install karna ho ga jis ka name zenmate hay zenmate install karnay kay liay is link par click karin
jab ap uper diay gay link par click karin gay to ya page ap kay samnay open ho ga
Is page par ap nay +Free par click karna hay
Jab ap +Free par click karin gay to ya tab open ho ga
is tab par ap nay Add par click karna hay
jab ap Add par click kar dain gay to ap kay samnay ya page open ho ga
is page par ap nay apna email enter karna hay aur phir Get secured now par click kar dayna hay
is kay baad ap kay samnay ya page open ho ga
is page par ap nay apna koi sa bhi password type karna hay aur phir submit par clik kar day na hay
ab ap kay pc par zenmate install ho gia hay
is kay baad ap kay browser kay right top corner par is tar han ka icon show ho ga ap nay isay click karna hay
jab ap icon par click kar dain gay to ya menu appear ho ga
is may ap nay change location par click kar dayna hay
is kay baad ap kay samnay ya menu appear ho ga
is may ap nay United states walay button par choose par click kar dayna hay
ab ap is kay baad apnay google par ja kay youtube open karin ab ap ki youtube open ho jay gi
insha allah.
aur han jab ap ka youtube par kaam na ho to zenmate ko off rakha karin
is button say ap zenmate ko on ya off kar saktay hain
jab ap ko youtube open karni ho to zenmate ko on kar lain aur jab ap ka youtube par kaam na ho to zenmate ko off rakhna behtar hay
please is post ko ziada say ziada share karin aur hamin facebook page par like karna na bhoolin.shukria.
Post a Comment